"Rota hai dil kisi ko roj yaad karke
Aate nhi kabhi jo hame yaad karke"
-----------------------------------
"Raat Katati nhi hai Jinke bina
Kya nind aati hai unko mere bina"
-----------------------------------
"Aasmaan dekhu ya jameen dekhu
Aasmaan dekhu ya jameen dekhu
Sochta hu teri baaho mai chain ki nind lelu"
-----------------------------------
"Dil ko pata tha ki aisa hoga
Dil ko pata tha ki aisa hoga
Lekin ye nhi pta tha itni jldi hona tha"
-----------------------------------
"Busy hone lage the vo
Bhut busy hone lge the vo
Jab unhe pata chla hamari jaan hai vo"
-----------------------------------
एक टिप्पणी भेजें